UP mein CCTV camera, DVR/NVR, hard disk, cable aur accessories ki supply — dealers, installers, institutions aur sarkari order ke liye. Gonda se poore UP mein delivery.
Om Enterprises CCTV cameras aur unke saath lagne wala poora saaman supply karta hai — HD aur IP camera, DVR/NVR, hard disk, cable, connector, power supply aur rack. Installers aur dealers ke liye bulk order, aur schools, offices aur sarkari departments ke liye project supply.
Supply poore Uttar Pradesh mein hoti hai. Installation ki zaroorat ho to Gonda aur aas-paas ke districts mein hamari team khud aakar lagati hai.
CCTV installers, electrical dealers, schools, offices, hospitals, factories aur government departments.
Haan, CCTV saaman ki supply poore UP mein hoti hai. Quantity aur location bata kar delivery charge aur time confirm karein.
Haan, bulk aur regular kharid par alag rate milte hain. Apni requirement WhatsApp karein.
Gonda, Bahraich, Balrampur, Shravasti, Basti, Ayodhya, Lucknow, Sitapur, Lakhimpur Kheri, Sultanpur aur Amethi mein hamari team installation bhi karti hai.